[Chorus]
Mai chaahto ke dariya me fasta chala gaya
Dil me chot khaai, mai hastaa chala gaya
Thukraaya jin jawaaniyon ne shokh na kiya
Apnaya jin dilo ne, mai basta chala gaya
Dil me chot khai, mai hasta chala gya
[Verse 1]
Raahon me hai yaaar beshumaar jo miley
Raahon me hain yaaar beshumaar jo miley
Har raaah me mai fool lagaata chala gaya
Dil me chot khai, mai hasta chala gya
[Chorus]
Dil me chot khai, mai hasta chala gaya
Mai chaahto ke dariya me fasta chala gaya
[Verse 2]
Gaero se bhi khud ka kuch yun rishta jod du Gaero se bhi khud ka kuch yun rishta jod du
Kuch mai rishta jod du, kuch mai rishta jod du
Har ajnabi se haath milata chala gaya
Har ajnabi se haath milata chala gaya
[Chorus]
Mai chahton k dariya me fasta chala gaya
Dil me chot khai, mai hasta chala gya
Thukraaya jin jawaaniyon ne shokh na kiya
Apnaya jin dilo ne, mai basta chala gaya