[Chorus]
Mai bhakt bada hu kaamdev ka
Kaam karu subah sham ek sa
Sardi aai gira haii paara
Husn pe hu mai aankh sekta
Mai bhakt bada hu kaamdev ka
Kaam karu subah sham ek sa
Sardi aai gira haii paara
Husn pe hu mai aankh sekta
[Verse 1]
Aaja saaki pila de pyaala
Scene bana haii aaj hamaara
khauf bina ye chalegi paari
Yaar tera ye himmat waala
[Verse 2]
Aashik tere jaan le hamko
Gairo ka na naam de hamko
Hath bada kar hath mila ab
Chalna hai tere sath me hamko
[Verse 3]
Saath me dono lagte OP
LV gucci pehli copy
Filmo ke hai shauk bade
Do oscar vali humko trophy
[Verse 4]
Mai atrangi sa bedhangi sa
Aaya dekho hip hoper
Mai mehfilo ka pablo
Mai mehfilo ka show stopper
[Verse 5]
Hustler hai hum mind se
Hum karte keval grind hain
Hum bhookhe hai kuch jeet ke aise
karte jeet rewind hai
[Chorus]
Mai bhakt bada hu kaamdev ka
Kaam karu subah sham ek sa
Sardi aai gira haii paara
Husn pe hu mai aankh sekta
Mai bhakt bada hu kaamdev ka
Kaam karu subah sham ek sa
Sardi aai gira haii paara
Husn pe hu mai aankh sekta