Mujhe pyaar karke kya mila
Meri duniya mujh se kho gayi
Mera bhoola pan,
Tujh bhaware se
Maine pyaar kiya
Mera bhoola pan
Tu bhawara tha
Ras choos gaya
Mera dil to tu
Masoos gaya
Mera bhoola pan,
Tujh, bhaware se
Maine pyaar kiya
Mera bhoola pan
Tere pyaar mein paagal
Hokar main
Tan,man,tujh ko
De baithi main
Mera bhoola pan,
Tujh, bhaware se
Maine pyaar kiya
Mera bhoola pan
Tu chhod gaya
Dil tod gaya
Ujdi dil ki
Nagri meri
Aisa munh tu
Mod gaya
Mera bhoola pan,
Tujh bhaware se
Maine pyaar kiya
Mera bhoola pan
Tu harjaai,
Tu chaliya hai
Tu ek luteraa
Tan man ka
Tu loot gaya
Tanha mujh ko
Chod gaya
Mera bhoola pan,
Tujh bhaware se
Maine pyaar kiya
Mera bhoola pan