Dil hai Kamlapur ka
Narasimha ka beta hai
Chaitanya jiska naam
Sher ka beta sher hai
Chaitanya uska naam
Sab ka chahita hai
Sab ka woh neta hai
Chaitanya Anna hai
Apna woh Anna hai
Dukh sukh mein sab ke woh
Shaamil bhi rehta hai
Jab kuch zaroorat ho
Imdaad karta hai
Har ek masle ko
Hal karta rehta hai
Apna woh Anna hai
Chaitanya Anna hai
Suljha hua hai woh
Padha likha,bhi hai
Sab kaam saleeqe se
Karta woh rehta hai
Chahe ho "Ijtima"
Ya phir "Maha Nadu"
Achhe se hone ko
Mehnat bahut ki hai
Din raat ki mehnat
Tab rang laati hai
Jab saare khush ho ke
Khushiyon se kehte hain
Yeh sab jo karta hai
Chaitanya Anna hai
Apna jo Anna hai
Chaitanya Anna hai.