Verse 1 :- Sab karte rahe aasha
Main deta Raha dilaasha
Main Banda hu aisa
Mat banna mere jaisa
Sab mujhe sochte the aisa
Jaise koi nahi mere hi jaisa
Unki soch mein nahi
Mujh me hi thi kami
Main ban hi nai paya
Khud k hi jaisa
Main karta tha kosis
Par hota tha fail
Bina wajah ye sab
Main raha tha jhel
Koi to umeed ki kiran dikha de
Main doob raha tha into hell
Tab maine suna hio hop tha wo gaana
Haq ki ladai hai ladna
Aazad hu main mera kehna
Tu bhi aazad rehna
Tab samajh aai mujhe ye baat
Nahi akhna hai haatho pe haath
Har pal kuch to karna
Nahi haath pe haath hai dharna
Tab badla mere Zindagi ka rukh
Kal jaha par the mere har dukh
Lagne lage the mujhe wo sukh
Aasha niraasha se hatkar wo sukh
Mujhe laga Chalo jaate yahi ruk
Par main na ruka
Aage bada
Chalta gaya na pichhe dekha
Na aage muda
Behta gaya jaise behta hai paani
Pyaas lagi pilaaya maine paani
Yahi hai sachche
Insaan ki nisaani
Mujhe sakal nahi
Akal hai dikhani
Na main gyaani na paani
Phir bhi behta hu
Jaise behta hai paani
Main behta jaise paani
Kehta kahaani
Ek teer do nisaane
Phal ek ko hai khane
Par man nahi maane
The jo jaane pehchane
Ko laga batane
Nai daur ki kahaani
Beat nai par reet puraani
Beet gayi thi har wo kahaani
Jo lagne lagi thi mujhe suhaani
Bachpan ki thi baate
Mujhe batani
Jab 10 saal ka tha
Bure haalaat the
Video game ki lat se main
Khud bhi pareshaan tha
Maa ki daant video ka saath
Dono lagne lage the mujhe pyaare
Video game ki lat se maine
Khud ko nikaala
Warna padti thi maar
Kha leta tha yaar
Kyuki tha main bechaara
Par usi maar ne
Mujhe yaar
Yaha tak hai pohchaya
Verse 2 :- Soch Meri gandi par
Saaf main banda tha
Sabme thi garmi
Soch mera thanda sa
Aaytan mera thin
Par hard mera gane
Ek aur ek do aur
Chaar rin one tin
Do chaar the bas
Baaki sab the paani kam
Main "CSDM" dimaag ki jarurat
Tere Bhai mein hai kam
Dimaag ki kami hai
Par nahi hai koi gum
Abhi to kiya hai shuru
Nai hui hai khatam
Chalna hai to chal
Warna kar mujhe bye bye
Hip hop ki wajah se hu
Yaha mere bhai bhai
Karta connect jaise
Heart Mera WiFi
Chalna kiya hai shuru
Chalna abhi bhai bhai
Kar mehnat
Khud dhood le tu hal
Bina wajah hai yaha
Milta na phal
Kaal nahi hai anant
Kal ki soch
Kal hai ant
Dekhta hi rehta hai tu
Kab tha shuru
Tha kab ant
Bolne ko hai bohot
Par waqt nahi
Hai mere pass
Waqt ka sakht niyam
Par waqt nahi
Hai tere pass
Sunna hai to sun
Kyuki waqt nahi
Hai mere pass
Karna hai to kar
Lagta tujhko jo hai khaas
Saanp ki rago mein
Hota Vish ka waas
Kaal bhi mandra raha hai
Dekh tere aas pass
Kabir jeevan kuch nahi hai
Kheen khaara kheen meeth
Kalhi alhaja maariya aaj masaana theeth
Kabir kehte hai ki jeevan kuch nahi
Chan mein khaara
Chan mein meetha
Ho hi jaata
Jo tha kal tha maarta
Wahi hai aaj mar raha
Marne ki wajah ko sun kar
Jaane kyu tu dar raha hai
Kar raha hai
Wo hai jo tu kar raha hai
Kyu dusro se sad raha hai
Nahi khud se khud kyu
Lad raha hai