Naajiya , zindgi , ek pal bhi
Tujhse , ho kar juda sun jara
Bin Tere ji na poạuu haaniyaa......
mujhko tu gyi kyu Chor ke...
Pehli milan me hm, Jaante the na tumhe
fir bhi na jaane hm , ek dusre ke sang...khush rehne Ige...
Samay ka Pahiya Chalta gya
lamha hr Pal badalsa gya
Na jaane mujhko kya ho gya
Pta nhi mujhe.
Dil ki Diwangi...
Dilo m Samaa jaaye..
Kissi ki tu n hona kasam h tujhe..
Mere har lamha me Tu
Mera ik hissa bann jaana.
kaas tu mera ho Jaataaaaaaaa
Huuhuuhuuhuhuu..
kaas tu meraaa hooo jaataaaaa