Tere jaane ka gham aur na aane ka gham
Phir zamane ka gham, kya karein?
Raah dekhe nazar raat-bhar jaag kar
Par teri toh khabar na mile
Bahut aayi-gayi yaadein
Magar iss baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke
Nahin laana, tum hi aana
Meri dehleez se hokar
Bahaarein jab guzarti hain
Yahaan kya dhoop, kya saawan
Hawaayein bhi barasti hain