Tujhko pyaar karte hain hum
Teri baahon mein marte the hum
Tujhko pyaar karte hain hum
Teri baahon mein marte the hum
Tere bina kya haal hai mera
Tu na jaane, tu na jaane... e..e.. tu na jaane
Teri baatein yaad aati hain
Teri yaad badi satati hai...
Tere bina lagta ye bhara samundar bhi khaali
Jabse chaaha hai maine tujhe tere siwa kisi aur pe nazar nahi daali
Tere bina kya haal hai mera
Tu na jaane, tu na jaane... e..e.. tu na jaane
Har kisi ka nahi main, sirf tera rehna chaahoon
Teri yaadon ko har pal sambhaale rakhna main chaahoon
Woh dil hi kya jo tere pyaar ko bhool jaaye
Karte hain tumse itni mohabbat ki
Tumhaare siwa mujhe kuch aur nazar na aaye
Tere bina kya haal hai mera
Tu na jaane, tu na jaane... e..e.. tu na jaane
Tera chehra bahut yaad aata hai
Teri baatein na sunoon to jee bahut ghabraata hai
Tum laut aao wapas, ye dil tumko pukaare
Ab bas jee raha hoon teri yaadon ke sahaare
Tujhko pyaar karte hain hum
Teri baahon mein marte the hum
Tere bina kya haal hai mera
Tu na jaane, tu na jaane... e..e.. tu na jaane
Tu na jaane... e..e..e.... tu na jaane, tu na jaane.......
"""