Main khadaa hun iik taraf or iik taraf hain ye jahaan
Haar kar bethaa hun main or jiit meri gumshuda
Maan lu tu hai nhi par
Khoya hun
Kis jagha
Dhundh leta khuud ko main par milta naa koi nishaan
Shukar karta hun magar main tut kar rutha huwa
Muskurahat hain magar main chood kr aaya jaha
Tu Mera vo khwaab jise me kabhi na dekh paya
Mera jawab jise dhundhta sawalo me mai
Mera tu aaj lekin mujhko rehti kal ki fikre
Tera na naam lun fir bhi zehen me tera zikrhai