Jab pehli baar dekha
To mere dil pe chhap gaya
Maloom nahi mujhe
Yeh kyun ho raha
Tumhe dekhna chaha
Har pal har lamha
Khwab-sa tha wo manzar
Jab nazar milayi
Pyaar... hua kya mujhe... pyaar
Pyaar... kehna usse yaar
Pyaar... pyaar
Kitne baar maine chhoda
Par dil se kabhi na jaate
Kitne baar tumhe izhaar kiya
Tum ne kabhi na maana
Raazi nahi khuda ko
Tum mujhe pyaar karo
Pyaar... rota hoon main... yaar
Pyaar... kehna usse yaar
Pyaar... pyaar
Dil ke armaan chhupaaye
Raaton ko jaaga kiya
Teri yaadon mein khoya
Khud ko hi bhool gaya
Kyun hai yeh dooriyan
Tujhse dil hai juda
Pyaar... dil se dil tak... yaar
Pyaar... kehna usse yaar
Pyaar... pyaar