Subahnallah Subahnallah Alhamdulillah Alhamdulillah.
Jo kuch ho rahaa hai
jo bhi mil rahaa hai
unke Marjee
na koi mera arjee
Ae Maula........
Eehidinas Siraatal Mustaqeem -2
Subahanallah Subahanallah Alhamdulillah Alhamdulillah
Humm... Humm... Humm.
Wo badi meherubaan hai
Wo sab ki rakhwala hai
Allah ke diye wo raaste
Wahi pe hum ko chalna hai
Bhatki hue ae zindagi
Manzil mile na tum kabhi
Saajish hai ye duniya ki
jo reh jaayenge is dharti pe
Ae Maula.....
Eehdinas Siraatal Mustaqeem -2
Akhlaaq ae zindagi,
Imaan billaahi , Amaal
Maafi karna jaroori hai
Maaf krdo jo humse bichhre hai
Hidayat ke dua ek samandar hai
Nafrat krne se sukoon nahi
Muhabbat kare to sab kuch sahi
Ae Maula .....
Eehdinas Siraatal Mustaqeem -2
Subahnallah Subahnallah Alhamdulillah Alhamdulillah