

Prompt / Lyrics
Tum itna saj ke kyon dikha rahe ho, ek hassi bahut hai hame maarne ke liye. Bas ek baar hamse ye keh do humse pyaar hai, hum to yuhi mar jayenge hamesha ke liye.... (Antra 1) Ghoomti rehti ho har waqt aankhon ke saamne, ab bas bhi karo, thakti nahi ho..... Ho sakta hai tumhara ghoomna bas yu hi ho, par koi hamse pooche ki guzarti dil pe hamare kya hai..... (Mukhda) Tum itna saj ke kyon dikha rahe ho, ek hassi bahut hai hame maarne ke liye. Bas ek baar hamse ye keh do humse pyaar hai, hum to yuhi mar jayenge sada ke liye.... (Antra 2) Khuda se poochte hai hum aksar, kyon kisi ko itna haseen banaya hai.... bana na phir thik tha, usko jannat se jamee pe utaara kyon hai..... (Mukhda) Tum itna saj ke kyon dikha rahe ho, ek hassi bahut hai hame maarne ke liye. Bas ek baar hamse ye keh do humse pyaar hai, hum to yuhi mar jayenge sada ke liye.... (Antra 3) Mai tumse aaj ye poochna chahta hu ki tumhari razza kya hai..... Ishq me to hum yu hi adhmare ho gaye hai, ab aur tumhaari chahat kya hai..... (Mukhda) Tum itna saj ke kyon dikha rahe ho, ek hassi bahut hai hame maarne ke liye. Bas ek baar hamse ye keh do humse pyaar hai, hum to yuhi mar jayenge sada ke liye.... (Antra 4) Kal hi ki baat hai hum marte marte bache hai, itna sajne ke baad muskurata kon hai.... Gar apni taqat aazma rahe ho to sun lo, ek hassi bahut hai tumhari kisi ke qatl ke liye.... (Mukhda) Tum itna saj ke kyon dikha rahe ho, ek hassi bahut hai hame maarne ke liye. Bas ek baar hamse ye keh do humse pyaar hai, hum to yuhi mar jayenge hamesha ke liye....
Tags
Urdu Ghazal, harmonium, tabla, fluit, Sarangi, clapping
4:37
No
1/14/2026