

Prompt / Lyrics
Mil gaya mai to tujhe hai kya kadar...... Jaan ki baazi lagane se bhi nahi laga kabhi Darr.... Teri hogi apni duniya, meri tu hi magar..... Kyo duriyaan badai tune o jane jigar.... Kyo nahi laga tujhe, mujhe khone ka darr..... Karta hu aaj mai ye elaan sun wo Jane jigar... Babu chahe na jee sake tere bagair.... Aaj se teri meri rahen, gayee bikhar..... Khush ho lena tu aur tera naya dilbar.... Jee lenge soch soch teri yaadon ka safar..... Bas ek aakhiri ahsaan tu kar.... Kisi ko na batana hamara ye safar..... Duniya na karegi bharosa kisi pe wo Jane jigar.... Tod diya dil tune Mera, magar na tod ye yaadon ka safar ..... [Male Vocal] [Guitar Solo]
Tags
rap
3:53
No
7/28/2025