

Prompt / Lyrics
Ahaan ki masti ki batein goonj rahi hai sare sansaar me... Uska bhai bubby aaj batayega uske kisse, kar dega jag zahir.. Negiyon ka naam roshan kiya usne, apne school me football ka match Jeet ke... Papaji ka sar uncha kiya, karate me bade bado ko daboch ke.... Ahaan ki masti ki batein goonj rahi hai sare sansaar me... Uska bhai bubby aaj batayega uske kisse, kar dega jag zahir.. Ice cream ka kissa aaj bhi hasata hai, nani ke ghar ko Putha Singh kon banata hai.... Nani Kanu bada ho gaya hai, ye sabko batata hai, badi badi aankhe dikha kon darata hai.... Ahaan ki masti ki batein goonj rahi hai sare sansaar me... Uska bhai bubby aaj batayega uske kisse, kar dega jag zahir.. Uttrakhand properties ko nayee unchaiyon pe pahunchayega ye laal.... Business minded banda hai , machayega khoob dhamaal... Ahaan ki masti ki batein goonj rahi hai sare sansaar me... Uska bhai bubby aaj batayega uske kisse, kar dega jag zahir. Kutch to baat hai iss uttrakhand ke laal me... Najafgarh me Macha diya dhamaal naye saal me.... Ahaan ki masti ki batein goonj rahi hai sare sansaar me... Uska bhai bubby aaj batayega uske kisse, kar dega jag zahir
Tags
rap, hip hop, guitar, hindi mc stan
1:53
No
1/3/2026