[Male Vocal]
[Chorus]
Mola Ali...
Tuu hai mera Mola..
Meri har umeed tujh sae ...
Meri har wafaa tujh sae..
Jo mil jaye Molaa
Tou sab mil jaye
Meri faryaad tujh sae hee hai..
Meri har dua tujh sae hee hai...
Abdullah shah gazi ki tuu hai shaan..
Meray Mola Ali ..
Aik tera hee hai kamaal..
Dil Ronay ko chaha tou teray pass akay roo leye...
Rooh gamgeen hogaya tou teray pass akay roo leye.
Mehak Gaya Mola Ali ka naam..
Jab dil sae pukaraa pyarayy Nabi ka naam...
Tamana hai roz baar baar hum kehtay rahain...
Mola Ali..
Sansain chalti rahain...
Hum kehtay rahain ..
Mola Ali