Roz ek nayi umeed, har din sawaal aata hai,
Dekhe sapne baar baar ,poochta hun mai.
Kya mai ghalath sochta, ya fir mai hun ek wajah,
kabil hun ye jaanta , par waqt hai kyun rukaa
Girta raha hun zameen hai kahaan tu bataa
Paas hai meri manzil toh Zara uthaa de khudaaa
(Chorus / Hook)
kya main kahin kho gaya?
Ya tune waqt roka haiiiiiii?
Dil ye raasta mujh se poochta hai har din
ye na samjhrahaa..
Kya mai kaheen bhatak raha !
Ya tera raasta hai yeeee ...!!!
Dil ye raasta mujhse poochta hai har din
Kya wo yahi kya ...?
(Verse 2 - Baarish & Emotions)
Baarish me bheegta rahun, ashkon ko chupaaaata rahu,,,,!
Dhoondoge kaese bhala aansun mere !!
dekh na paun mai khudko toota hua !
Pyar, yaar, sabbkuch dafn kar diya ab hai kya..??
(Pre-Chorus)
Andheron me bhi roshni dhoondu har pal , chhupi hai kaheen toh wo mere hi ander ,
Bataade mere rab tu khamosh kyun hai khadaaaaa.
(Chorus / Hook
kya main kahin kho gaya?
Ya tune waqt roka hai?
Dil ye raasta mujhse poochta hai har din,
Ye na samjhrahaaaa...
Kya mai kaheen bhatak raha !
Ya tera raasta hai ye !!
Dil ye raasta mujhse poochta hai har din!
Kya wo yahi hai kya!!!
Mmmmmmmmm ooooohmmmmmmmmmm
Hmmmmmmm.