Tumne kaha tha hum tumhare hai
Phir kyu aaj mujse khafa tum ho
Kaha gaya hai arso se tu
Muje yu chhod ke
Puchta hai dil to kya kahu mai
Chhod gaya wo fir na aayenga
Par kya karu mai
Ye dil to manta nahi
Pukare tuje din-raat
Tu hi mera ishq hai
Tu hi mera junoon hai
Tu hi mera khuda hai
Dua mai mangta hoo
Par tu kyu sunta nahi
Kaise chup karavu is dil ko
Kab tak du jutthe dilase mai
Tanha Hi mai reh gaya
Tere bin mai to
Sab kuch de diya hai tujko
Kuch na apna raha
Tuj bin mai jiyu kaise
Ye to bata de muje
Aata na tere bin Dil ki sukoon
Aankhe tarse didar ko tere
Sukh Gaye hai aanshu mere
Par dard na kam hota
Jaati nahi hai mere jahan se
Yaadein teri
Kaise bhulu tujko mai
Har ek nas mai tu beh raha
Pata na tha mujko
Aisa bhi hoga
Tujko pane mai khud ko kho dunga
Fariyad mai karta nahi khuda se
Kyo ki saja na de pauu tuje
Aaj bhi tere liye dhadakta
Ye khmbakt dil
Baat na meri manta hai
Bas yaad tuje karta hai
Tu hi mera ishq hai
Tu hi mera junoon hai
Tu hi mera khuda hai
Haaaa tu hi mera sabkuch hai
Baki na mujme kuch raha
Sabkuch tune chhin liya
Barbad kiya hai muje
Fir bhi dil kehta hai
Aaa jaa na tu sab ko chhodkar
Raha na jata tere bin
Aa jaa na tu sab ko chhodkar
Raha na jata tere bin
Haaaaa,haaaaa,haaaaa,haaaaa
Raaaaa,raaaaa,raaaaa,raaaaa
Aaaaaaaaaaaaa jaaaaaaaaaa