Rukna nahi hai gir ke bhi uttna hai
Zindagi ka har imtihaan jeetna hai
Andheron ke paar ek roshni hai
Bas khud pe yaqeen rakhna hai
Raaste mushkil zarur honge
Sapne lekin door nahin honge
Har aansoo ek taqat banega
Dil se nikla har jazba jeetga
Jahan kahte Hai "nahin mumkin hai"
Wahin likha Hai "sab mumkin hai"
Himmat se chal hausla saath le
Khud pe bharossa rakh baqui sab saath hai
Rukna nahin hai gir ke bhi uttna hai
Zindagi ka har imtihaan jeetna hai
Andheron ke paar ek roshni hai
Bas khud pe yaqeen rakhna hai