Darr ke paar chale jaate hain,
Honey-Nikhil naam sunke bhoot kaanp jaate hain!
Raat andheri, jagah hai haunted,
Par humari team toh bas aage hi jaati hai.
The Devil Spirit – naam hi kaafi,
Jahan bhoot chup ho jaaye, wahan humari entry!
Aatma se baatein, andheron mein raatein,
Yeh hai asli daredevil ki kahaani Chupke se aaye, camera on,
Footsteps halke, par mission strong.
Honey ke haath mein torch ki roshni,
Dar se zyada hai uski hoshlagi.
Bhangarh ho ya jungle ka raasta,
Khatre ke saamne hota nahi faasla.
Spirit bole – "Mat aao paas,"
Honey bola – "Bas de apna raaz!"
Nikhil ki aankhon mein hai aag,
Aatma bhi bole – "Yeh toh hai baaghi!"
Chhoo le shadow, bole bina,
Sun le ghost ki har ek zubaan.
Mic lagake, truth nikaale,
Jhoot pe parda, sab sach ujaale.
No drama – sirf asli thrill,
Aatma ho ya curse – karte hain kill!
Par humari himmat kabhi na palti.
Dar ka matlab? Hota nahi yaahan,
The Devil Spirit – sabko dikhaye raah!
Darr ke paar chale jaate hain,
Honey-Nikhil naam sunke bhoot kaanp jaate hain!
Raat andheri, jagah hai haunted,
Par humari team toh bas aage hi jaati hai.
The Devil Spirit – naam hi kaafi,
Jahan bhoot chup ho jaaye, wahan humari entry!
Aatma se baatein, andheron mein raatein,
Yeh hai asli daredevil ki kahaani.