Ayeee!!
Jo bhi main bolunga..
Tum suno zara dhyaan se...
Shabd mere hain sitaare..
Dikhunga brahmaand se...
Hu main Assam se..
Kahunga bade shaan se...
Thor ki ye entry bete..
Kaale Aasmaan se...
Kya karega jaan ke..
Jab jaane wala jaan se...
Hoga jab prahaar..
Tab main khelu tere praan se...
Har ek verse..
Lagegi tere dil pe...
Chalau jo teer..
Achukk Ram Baan se...
Ye shabdhon khel hain..
Bahegaa khoon kaan se...
Lyrically baarish kardoon..
Beya main hi Taan Sen...
My flow..
My vibe...
You bleed..
When I bite...
No miss..
When I snipe...
Naam hota hain pehchaan se!!
Naam hota hain pehchaan se!!
Tu jaaye na Darr Darr..
Jab kaatoon tere Parr Par...
Tu royega pal pal..
Haalaton ko seh kar...
HipHop ka kailash..
Main kailash ke shikhar par...
Pehle bajtein dambroon..
Phir taandav bhayankarr...
Aana tu kabhi toh idhar..
Haavi tujhpe mera asarr...
Jeet ki talabh main mujhko..
Chhodu na main koi kasarr...
Ye rakht pyaasa khanjarr..
Jo gaya hain tere andarr...
Karu main hisaab..
Tera kissaaaah khatam karr!!!
Yeaah..
Tera kissaaaah khatam karr!!