Aapse liya waada ab....
Bas ek....
Kahani ban ke reh gaya...
Bas
Do din ki baat thi...
Aapne usse bhi bhoola Diyaa....
Dil ki gehraiyo se...
Ki thi aapse jo baatein
Par ab lag raha hai....
Jese.....
Sab ho gaya bekaar....
Aapki khushi me khoya hai....
Mera har ek khwaab.....
Par jab...Aap
Kisi or se baate karen...
Dil me uth tei...
Hajaaro sawal...
Kisi or ke saath...
Aapkaa...ye hasnaa...
Dil ko...
karen hai preshaan...
Par...Jab...
Aap tootoge...
Tab samjhoge....meraa ye...
Ankaha arman...
Mere dil ki baat me samjha chukaa hoo.....
Par ye faasle ye dooriyan...
kyu samjh nahi... aatee...
Duniya ki nigahen hamko...
judaa karna chahati hai....
Aap bhi kyoo....
Usi rah pe chalne lage....
Kuch din raho mere pass.....
Fir hogi duriyaa khaas...
Yaado me basenge ham....
Nahi honge....
Fir...ham...
Rokne ko Ooo...
Yahi hai aakhiri aas....
Aapse dur rehkar bhi....
Aapka khyaal rakhenge ham.....
Koi pareshaani hogi nahin.....
Naa...aapki jindagi mein...
Dakhalandaazi hogi ab....
Dil ki baatein chup jaya kregi ab...
Bas aap ka saath rahega.....
Aapke saath rahunga.....main...
Par....
Dil ko chupa liya krunga...
Aap ne jo chaahaa...
Vo..
Me naa samjh sakaa...
Jabbardasti me khud ko.....
Aap pe thop rahaa....
Apni khushiyon ke khaatir.... Maine....
Aapki.....
Khushiyon ko maar di....
Haa... maar di...
Ab bas...
ek hi gujarish hai.....
Ham gunhegaar hai aap ke...
Ab..
Sharmindaa hai Hamm...
Hamko... maaf kar do Ooo...
Ho sake to...Ooo...maaf kar do...Naa aaa
sakhi.... sakhi... sakhi...!