toone mujhse baat ki,
phir mula qaat ki.
jaanta na tha main,
tu kahan sath thi.
dil diya maine tujhko ,
tune bas kaali raat ki .
tujhe maana maine apna ,
tune sirf ghaat ki .
ab main chahun na tujhe,
yeh hai meri khwaishen.
kyunki tujhko na qadar hai,
mere jazbaat ki.
[Rap]
Toone mujhe tha paagal banaaya,
Dil me kya tha na tune bataaya.
Apna pyar na toone jataya,
Toone tha mujhko bahut sataya.
Tune kiya tha propose,
Aur diya love rose.
Phir toone shuru kar di ,
Kisi aur ki khoj.
Main hua pareshan,
Aur hua hairan.
Ab ja chhoda tujhko,
Mitata hu tere nishan.