Manziloo pe akshron ki chaya thii
Dill bhi ghum hai kaisee ye maya thi
Jis ishq me tha sab kuch gavaya
Usee dekh ke bhi mai deekh naa paya
Jab pata chala yee bhii thi maya
Uss tutee dill koo bikhraa paya
Tere yaadon ne mujhe kitna sataya
Har raat ki neend ko tu ne hi udaya
Har kasm koo tha me ne nibhaya
Us ne muje kar waqt rulaya
Aab raato me me yon khoya reheta hu
Tere yaadon me hii roota rehe taa hu
Yee ishq thaa yaa yee bhii thi maaya
Terii Maya
Mujhe rulaaya
Teri Maya
Dhund taa rehe taa me tujh ko
Mil ti nahi kahi tu mujh ko
Ab khoo gaya teri is khoj me
Aur teri kii yaado me rehe taa hu rooz me
Naa rehe raha hu mere hoosh me
Ab je raha huu ishe afsoos me
Khoyaa rehta hu teri un yaado me
Un bhigi bhigi baaton me
Kya ye sab thii mooh mayaaa