Rizwaan ke jhootay waaday
Din raat ke khel faasaaday
Haath mein tha uske sona
Log samjhe yeh hai khazana
O Rizwaan Rizwaan
Kahan gaya tu jaan
Paise le gaya sabka
Sona bhi tune chura liya
Baaton ka uska jaadoo
Har dil pe uska qaaboo
Dikhata tha sapne rangeen
Haqeeqat thi lekin fake scene
Sitaron se baatein karta
Par zameen pe sab lootta
O Rizwaan Rizwaan
Kahan gaya tu jaan
Paise le gaya sabka
Sona bhi tune chura liya
Galiyon mein awaaz hai
Kahaniyaan saaf saaz hai
Jo dikhaya woh sapna tha
Jo liya woh apna tha abhi waqt ha tere paas sab dede or zindagi jee o rizwan o rizwan