→ Kya haal chal public pechana kya nahi pechana toh sunle abhi Borivali mein barish ka jo bhav hai 6-7 basti mein barish ka jo haal hai Poisar ka kya haal hai , Jo karta kaam uska hota naam Mumbai adha dubha hai, Sapna abhi bacha hai, kya bolti public Mumbai mein kya chal raha hai bappa ka entry hone wala hai Mumbai ka Government kya kar raha hai, Do Dil milne waqt lag raha hai Hindu aur Muslim ka jhagada chal raha hai bhaichara jaldi khatm ho raha hai main kahta hun ab bye bye.