Bhulayi jaati nahi yaad teri,
Tu bata, kya hi karun?
Ek dafa phir se keh dena,
Lagta hai sogayi hai meri rani.
Phir se bol dena, mujhe ishq hai tujhse,
Tu hi toh kehta tha na, meri jaan ho,
Toh Ab kyun nahi kehta,
jaan ho meri?
Tere bin toh sab kuch suna suna hai
Tere saath har gham bhi saj jaaye
[Female Vocal]