Tum Nahi Ho, Toh Kya Mujhe Gum Hai
Mujhe jis raste pe main ja raha tha, woh shayad galat tha
Tumhari tasveer ko main dil mein sambhal ke rakha tha
Syaad woh koi nadani thi meri
Tum meri nahi ho, main tumhara nahi raha
Tum nahi ho, toh kya gum hai mujhe, batao zara
Kya main bhula paunga tumhein?
Kya main bhool paunga tumhari baaton ko?
Tumhari aawaaz, tumhari aankhein
Sab kuch yaad hai mujhe
Tum nahi ho, toh kya gum hai mujhe?
Batao zara, kya main jee paunga?
Tumhari yaad mein, tumhari zaroorat mein
Main kitna majboor hoon, yeh tumhein pata hai Mujhe...... Ohohoooooo