🎵 DJ Tabahi ka birthday aaya,
Yalla Ludo mein dhamaka chhaya!
Aan ban Shan hai Ludo ka king,
Har move pe karta hai bling-bling!
🎂 Cake katega, dice ghoomega,
Har player party mein jhoomega!
Ludo ka number 1 khiladi,
Har game pe DJ Tabahi bhari!
🐈⬛ Kali billi ujali ho jaaye,
Jo birthday mein na aaye – use khujali ho jaaye!
🎁 Jo everyone par gift na maare,
Usse bhi DJ ki taraf se khujli ho jaaye! 🤣
🎉 Doston ke saath hogi full party,
DJ Tabahi ki vibe sab pe bhaari!
Game bhi chalega, beat bhi bajega,
DJ Tabahi sabka dil jeet lega!
👑 Naam yaad rakh lo – DJ Tabahi,
Yalla Ludo ka asli Shahenshah bhai!
Jo na aaya party mein aaj,
Uska samjho ho gaya loss & waaj! 💣