Ye khuli havaye , tere pass bulaye
Tu chahe ya na chahe....
Tere pass bulaye
Tu jo mujhse dur hai janti hu ye sanam aajaye tu pass mere ek baar ek baar
To me kehdungi...
Hai tu bas Mera...
Me to chahti hu tujhko...
Na koi chah sakega
Ye jo dhakano ki avaj mujko pukare
Me aai chali paas tere
Jana ye khwab hai, kesa ahsas hai
Janu na me iss kadar
Ye khuli hawaye...