🎤Tukda Tukda dil ka hua
Joda To fir se Jut,ta Nahin
Muddaton ke baad juta
To woh daag mit,ta nahin
Kya gila thi mujhse tumhe
Jo tumne mujhse kaha nahin
Humdurd tha mai jo tera
Thoda sa dard tune saha nahin
Mujhmein jo tha kyun tujhmein nahin
Ab darmiyaan kuchh raha nahin
Main bhi sahma sa hun,
Tum bhi sahmi si ho,
Phir kya hoga kuchh pata nahin
Main bhi kho jaunga ekdin
Tum bhi kho jaogi ekdin
Duniya ko kahkar alwida
Alwida,,,,,,
Alwida,,,,,
Alwida,,,,, 🙏