Zindegi me jiske bhi mae karib ayi
Wo saare k saare mujhse bichaad gaye
Ab to pyar karne ka bhi izazat nehi hae
Maang k sindur kisi aur k naam ho gaye.
Na mang bharne wala ka de paayi saath
Aur pyar karne walo se bhi chut gayi haat
Zindegi ab ek aisi more pe aake tham gaya.
Dil ka sara dard pattharon sa jaam gaya
Aab na hogaa pyaar mujhse kabhiiiii
Aab na karu intezaar kisi ka kabhiiii
Daafnaaye saare feelings ko maine Kahii
wapas mujhe kisi se bhi milna nehiiii...
Rote rote aab saare ansuu bhi sukh gaya
Pyar karne ka taakat bhi sab marr gaya
Aab mere dil ek regiistaan baan chukaa hae
Jisme pyaar ka saare dariyaan bhi kho gaya.
Pyar bhare wo pal na bhul paungi kabhi
Kisi tarha zindegi mae zii lungi abhi
yaadon ki purane album me milenge kabhi
Mere pyaar bhare saare pal hae aab usme hi.
Aab na hogaa pyaar mujhse kabhiiiii
Aab na karu intezaar kisi ka kabhiiii
Dafnaaye saare feelings ko maine Kahii
wapas mujhe kisi se bhi milna nehiiii...