Aakhri...........
---
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Thaka haara rehta hu mai, zindagi se kehta hu mai
Kaisa jee raha hai tu, kaise jeeta rehta hu mai
Ek pal ki zindagi, kya milta hai jaane se
Seekha hai zamane se, kya milta aansu bahaane se?
Galtiyo se seekh kar, galtiyan kyun karta mai?
Zindagi se lad raha hu, har pal kyun marta mai
4 din ki zindagi se bas yun hi kat raha hu
Ladayi hai ye andar ki par duniya se mai ladh raha hu
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Zindagi hai zidd, aur rulana iska kaam hai
Ladta aa raha jo, uski subah me hi shaam hai
Dilon ka bharosa nahi, sabka yeh fasana hai
Matlabi ye duniya hai, khud se door jana hai
Kaise mai bataun tujhe, kaise samjhau tujhe?
Har rishte ke peeche bhi faayda nazar aata mujhe
Jo chahta tha kabhi, woh ab chhod mai aata hu
Aur apne aap se bhi, ek doori mai banata hu
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Fast rap.............
Dard ka samundar hai, jisme doob raha, har pal mai
Har aansu ka bojh lekar, khud ko kehta ,chal mai
Zindagi ek mohra hai, khwabon ke khel me
Phir bhi jeene ki wajah dhoondhu, iss safar ke mel me
Jo guzri thi kal, aaj ek yaad ban gayi
Jo dosti thi pehle, aaj ek fariyad ban gayi
Chhoti chhoti khushiyan, har din se hai rooth gayi
Dil me ek chingaari thi, jo duniya ke saath jhooth gayi
Mein ek chhota sa kavi, ek kaagaz ki mai kashti hu
Zindagi ke is dariya me, ek behti hui mai tasveer hu
Aaj jo ro raha hu, kal likhunga us gham ka geet
Zindagi ek lehar hai, main uska bas sangeet hu....
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai
Zindagi hai aakhri, aakhri zamana hai
Ise jee le aise jaise, koi ye bahana hai