chahun tumhe par pa na sakun
khwaish meri hai ya hai junun
koi kahay usay dhoond kar
khudko mita doon ya mai rahun
hai zindagi maana mushkil bohot
uljhan na suljhe mai kya karun
maana hain tere chahne walay beshumaar
par mai tanha tha aur tanha rahun