Shivu, mai tumse ek baat dil se kehna chahta hoon. Shayad baar baar nahi keh pata, lekin har pal mehsoos karta hoon. Tum meri zindagi ka wo hissa ho jiske bina sab kuch adhoora lagta hai. Mai Krishu tumse bepanah mohabbat karta hoon. Tumhari khushi meri har dua mein hoti hai, aur tumhara dard mujhe andhar tak tod deta hai. Tum meri duniya ho, Shivu."