Yeh jo dard tha, dil mein chupaya tha,
Mein chali gayi use chhod kar, khudko bura bana kar.
Hala ki pyar karti thi bohot,
Par seh na saki, dil ka wo gham.
Waqt ke saath sab badal gaya,
Dil ki har baat, us tak na pahuncha.
Chhupake rakha apna pyaar,
Khudko tora, apne hi iraadon se haar.
Dil tha ki kehna chahta tha kuch,
Lekin chup rahkar, sab kuch bardasht kiya.
Pyar ka tha dard, jo samajh na paya,
Phir chhod diya, khud ko hi bhool gaya.