class se shuru huyi thi yeh kahani
dosti main chupi thi thodisi nishani
17 August surbhi wala pal
tere ikrar se bhar gaya dil
haath main gulal hoothe pr naam
us din se badal gaya har antjam
madam sunogi..... dil ki yeh baat
tere bina suna din ka harr raat
surbhi ke samose ,gulab ka pehgam
pyar ne likha apni pheli dastan
college bunk,bss saath rehna,
oberoi main ghuma aur ho hatho main haath
filmy sa din,masoom si hasi
yaadon main reh gayi yeh jaduyi gadi
2 saal phele huyi thi yeh kahani shuru
sharmaye huye muskan the ,haathon main haath
harr hasi ,har aasu ,harr raato ki baat
tumhare saath pal h mere liye khass
aur kya kahu tum ho sabse khass
aaj tumhare janamdin pr bss yehi kahu,
tum meri zindagi ho ,humesha rahoge,yehi dua karu........
happy birthday my love
[Female Vocal]