Kaisi lagi lagan,
man ka kaisa jatan.
Karta sab kuch ye jo bhi hai chahe.
Rehta na bas mai,
Karta manmani,
Badi iski ye baimani.
Ye hai man to Mera,
bas mai na mere rha.
Usna chaha hai bas,
Tumko hi bas tumko.
Ek hi cheez usme bhari hui,
Tumhari yaad basi hui.
Aisi hai lagan,
Mere man mai bhare tumhare jatan.
Tum ho mere sbse pyare,
Jiwan kate tumhare sahare.