Parai baki hain,
Baki rehne do,
Exam ayaa hain,
Exam janeyy do...
Marks ka kya hai, mil hi jayega,
Hum hai student – chill hi rahega!
Duaon ka sahareh saath le chalungga,
Jo yaad na aaye, usse guess kar lungga,
Life ka paper abhi baaki hai hamara,
Sapne bade hain — unhi pe focus rahega!!